Tuesday, September 24, 2013

Ak Paishan Gohi HADEES Shareef Me


Hadees Nabvi SAW (SAHIH MUSLIM PAGE 10 VOL 1)

Hazoor saw ne farmaya k "Akhri zmana me asy log paida hon ge jo kazzab or dajjal ho ge.Wo asi ahadees tmary pas laen ge jo tmary bap dada ne na suni ho gi.(yani is halaqy me amal na hoga.Amli twatar in k khilaf hoga).ap saw ne farmaya asy logo se bachna , asa na ho k tum ko fitna or gumrai me mubtla kr dain.


Usmani ki puri zuriyat ko challenge ha apne aqaeyd ki sand paish kry?kamzkam usmani k aba o ajdad ka aqeeda he paish kr de?

No comments:

Post a Comment